Beqarari si beqarari hai..
Beqarari si beqarari hai, Vasl hai aur firaq taari hai, Jo guzari na ja saki hum se, Hum ne woh zindagi guzari hai, Nighare kya huye ke logon pr, Apna saaya bhi ab to bhari hai, Bin tumhare kabhi...
View ArticleGaahe-gaahe ab yehi ho kya..
Gaahe-gaahe ab yehi ho kya, Tum se mil kar bohat khushi ho kya, Mil rahi ho barre tapaak ke sath, Mujh ko yaksar bhula chuki ho kya, Yaad hain ab bhi apne khawb tumhen, Mujh se mil kar udaas bhi ho...
View ArticleSaal-ha-saal aur ik lamhaa..
Saal-ha-saal aur ik lamhaa, Koi bhi to na in main bal aya, Khud hi ik dar pe maine dastak di, Khud hi larka sa main nikal aya..… The post Saal-ha-saal aur ik lamhaa.. appeared first on Ranjish.com.
View ArticleSar hi ab phorriye nadamat main..
Sar hi ab phorriye nadamat main, Neend aane lagi hai furqat main, Hain daleelen tere khilaaf magar, Sochta hoon teri himayat main, Ruuh ne ishq ka fareb diya, Jism ko jism ki adavat main, Ab faqat...
View ArticleDil ki takleef kam nahin karte..
… The post Dil ki takleef kam nahin karte.. appeared first on Ranjish.com.
View ArticleBalaa ke gham uthaye ja rahe hain..
Balaa ke gham uthaye ja rahe hain Jafaa ke teer khaye ja rahe hain Fida karne ko deen-e-mustafa par Ali akbar sajaye ja rahe hain Qadam dosh-e-nabuat par thay jin ke Woh kanton par chalaye ja rahe...
View ArticleYeh peham talkh-kaami si rahi kya..
Yeh peham talkh-kaami si rahi kya, Mohabbat zeher kha kar ayi thi kya, Mujhe ab tum se ddar lagne laga hai, Tumhe mujh se mohabbat ho gayi kya, Shikast-e-aitmad-e-zaat ke waqt, Qayamat aa rahi thi, aa...
View ArticleYaad thay, yaadgar thay hum to..
Aap apna ghubaar thay hum to, Yaad thay, yaadgar thay hum to, Pardagi hum se kyun rakha parda, Tere hi parda–dar thay hum to, Waqt ki dhoop main tumhare liye, Shajar-e-saya-daar thay hum to, UrRe...
View ArticleAbhi ik shor sa utha hai kahin..
Abhi ik shor sa utha hai kahin, Koi khamosh ho gaya hai kahin, Hai kuch aesa ke jaise yeh sab kuch, Is se pehle bhi ho chuka hai kahin, Tujh ko kya ho gaya ke cheezon ko, Kahin rakhta hai dhoondta hai...
View ArticleIk hunar hai jo kar gaya hoon main..
Ik hunar hai jo kar gaya hoon main, Sab ke dil se utar gaya hoon main, Kese apni hansi ko zabt karoon, Sun raha hoon ke ghar gaya hoon main, Kya bataon ke mar nahin pata, Jeete-jee jab se mar gaya...
View Article